Shri Shirdi Sai Speaks-28th Aug/Wishing you and your loved ones a very Happy and Blessed Janmashtami..
Posted: 28 Aug 2013 01:03 AM PDT Om Shree Ganeshaya Namaha! Om Sai Ram ! Om Namah Shivaya! If for some reason you are not able to see , or download the below pictures or click to the below links and pictures- Plz go to http://debu7370.blogspot.com/ You can also have access to all the previous Shirdi Sai speaks mails at the above link.And if any of you would like to receive these messages directly to your mailbox everyday-- To request for Shri Sai Satcharitra books go to : http://www.saiseva.omsrisai.net/store/index.php Wishing you and your loved ones a very Happy and Blessed Janmashtami.. Sai bhakt Deepa H Ek Bar Radha Ji Ne Krishna Se Puchha: Gussa Kya Hai..? Bahut Khubsurat Jawab Mila: Kisi Ki Galti Ki Sazaa Khud Ko Dena..! Radha Ne Krishna Se Puchha: Dost Aur Pyaar Mein Kya Fark Hota Hai..? Krishna Has Kar Bole: Pyaar Sona Hai..Aur Dost Heera..Sona Tut Kar Dubara Ban Sakta Hai..Magar Heera Nahi..! Radha ji Ne Krishna ji Se Puchha: Mai Kahaa Kahaa Hu..? Krishna Ne Kahaa: Tum Mere Dil Mein..Sans Mein..Jigar Mein..Dhadkan Mein..Tan Mein..Man Mein..Har Jagah Ho..! Fir Radha ji Ne Puchha: Mai Kahaa Nahi Hu..? Toh Krishna Ne Kahaa: Meri Kismat Mein..! Radha Ne Shri Krishna Se Puchha: Pyaar Ka Asli Matlab Kya Hota Hai..? Shri Krishna Ne Has Kar Kahaa: Jahaa Matlab Hota Hai..Waha Pyaar Hi Kaha Hota Hai..! Radha Ne Krishna Se Puchha: Aapne Mujhse Prem Kiya..Lekin Shadi Rukmani Se Ki..Aisaa Kyu..? Krishna Ne Haste Hue Kahaa: Radhe..Shadi Mein Do Log Chahiye..Shaadi Ke Liye Do Dil Aur Do Shareer Chahiye..Aur Hum Toh Ek Shareer Aur Ek Jaan Hain..Tum Hi Batao Radha Aur Krishna Mein Dusra Kaun Hai..Hum Toh Pehale Se Hi Ek Hain..Fir Humme Vivaah Karne Ki Kya Aavashyaktaa..! Niswarth Prem..Vivaah Ke Bandhan Se Adhik Mahaan..Aur Pavitra Hota Hai.. Isliye Radha Krishna Niswarth Prem Ki Pratimurti Hai..Aur Sadev Pujniya Hai..! Quote of BABA: Day and night, I lovingly gazed at my Guru's face. I knew no hunger, no thirst. Without Guru the mind would get restless. |
No hay comentarios :
Publicar un comentario