EL DESPERTAR SAI
EL DESPERTAR SAI: Chalo Bhulaava Aaya Hai, Mere Sai Ne Mujhe Ek Baar Phir Shirdi Bhulaaya Hai Chalo Bhulaava Aaya Hai, Mere Sai Ne Mujhe Ek Baar Phir Shirdi Bhulaaya Hai - EL DESPERTAR SAI

PLATICAS DE SATHYA SAI BABA

DIOS ES AMOR

LA VOZ DEL AVATAR

Dynamic Glitter Text Generator at TextSpace.net
EN VISTAS DINÁMICAS ABRE MÁS RÁPIDO LA PÁGINA

lunes, 13 de enero de 2014

Chalo Bhulaava Aaya Hai, Mere Sai Ne Mujhe Ek Baar Phir Shirdi Bhulaaya Hai



Chalo Bhulaava Aaya Hai, Mere Sai Ne Mujhe Ek Baar Phir Shirdi Bhulaaya Hai

Posted: 06 Jan 2014 02:15 PM PST

Om Shree Ganeshaya Namaha! Om Sai Ram ! Om Namah Shivaya!
Jai Maata Di !
If for some reason you are not able to see , or download the below pictures or click to the below links and pictures- Please go to http://debu7370.blogspot.com/ You can also have access to all the previous  Shri Shirdi Sai speaks mails at the above link. And if any of you would like to receive these messages directly to your mailbox everyday--
To request for Shri Sai Satcharitra books go to : http://www.saiseva.omsrisai.net/store/index.php 
Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai ...
 Aap hote to aisa hota , aap hote to vaisa hota ...

 Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai  ....
Mai kis baat par rooth jaata , Aap us baat par manaa dete ...
Mai kis baat par rone lagta , Aap us baat par hasaa dete ...

 Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai ....
Mai kis baat ko bigaad deta , Aap us baat ko sawaar dete ...
Mai kis mod par behlaa jaata , aap us mod par mera intezaar karte ...

 Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai ....
Mujhe kis baat ka ehsaas na hota, Aap us baat ka ehsaas dilaate ....
Mujhe sirf apna hi khayaal hota , Aap doosron ka bhi khayaal dilaate ....

 Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai....
Mai galat raaste par nikal jaata , Aap sahi raaste par lagaa dete ....
Mai phoolon ke takiye par sota rehtaa, Aap pathar ke takiye par so jaate ....

 Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai ....
Mai apni aankhon par patti laga chalta, Aap us patti ko utaar phenkte....
Mai aapse kabhi judha ho jaata , Aap mujhe phir mil jaate ....

 Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai ....
Mai kabhi bhookha rehta , Aap mujhe roti khilaate ....
Mai kabhi thand se kaapta , Aap apne dhuni se mujhe garmi dete ...

 Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai....
Mai kis baat par pareshaan rehtaa , Aap us baat par chitt ko  shaant kar dete ....
Main kis rog se peedith hota , Aap udi se peedha door karte ....

 Mai aur meri tanhai akasar yeh batein karte hai ....
Mai kabhi aapki mahaanta ko na jaan pata, Aap apne leelaon se mera vishwaas sulghate....
Main kabhi apne ghamand par kaboo na kar paata , Aap ek chutki se mere ghamand ko mita dete ....

 Mai aur meri tanhai aksar yeh batein karte hai ....

Hey Sai kaash aap mere paas hote , Mujhe kisi baat ki zaroorat na mehsoos hoti- bas Aapke kamal charnon ki seva ki khwayish hi rahti....
Om Shri Sainathaya Namaha.
 
Truly, Sai has been there for us in every path of our life . He has protected us and taken care of us no matter where we are.. He has shown us the light and guided us thru our own heart and our conscious. His Leelas surprise me every single day and still I long to witness them with every breadth I take because I know, its his leelas alone which have assured me that He is not up there but He is always walking right besides His devotees. He knows their pain and sorrows and does everything possible to turn their tears in to smiles. I am sure that even if I Thank him in all my lives to come- still I will not be able to offer my complete gratitude towards him for all his blessings and grace. And regardless of that, today- I am leaving for India to be in Shirdi to celebrate my special day and Thank Baba for making me feel His presence in my life..
So for me--its
Chalo Bhulaava Aaya Hai, Mere Sai Ne Mujhe  Ek Baar Phir Shirdi Bhulaaya Hai
May the Merciful Sri Sai Baba always shower His grace on us and our families and remove our problems and anxieties by giving us all - strength , goodluck, success and happiness with peace of mind.
Sai bhakt,
Deepa H


No hay comentarios :

Publicar un comentario

ULTIMAS PUBLICACIONES